Saturday, June 25, 2011

Ek aur Saal gujjrat jaat hai,
Pichhey chhod ghotalon ki baaraat hai,
Aaj bhi shaadi ke beech aati jaat hai,
Har sarkari naukar pet bhar kar khaat hai,
Netaon aur naukar shahon ki hi to saugat hai,
...Ki Pyaaz aalu ka dam itna badhat jaat hai,
Aam insaan ki bolo kya aukaat hai,
Paisey waalon ki hi to sheh aur maat hai,
Har aadmi aaj yehi rot jaat hai,
Ki Mehengai dayaan khai jaat hai

No comments: